Sunday, February 24, 2019



Hello Friends, aaj main phir ek baar computer tips and tricks ke bare me baat karne ja raha hu jo ek computer master ke liye bahut hi important hai. In computer magic tricks ki madad se aap apne PC par important tasks aasani ke sath kar sakte hai. Main kuch hi din pehle soch raha tha ki main apne readers ke sath kuch computer secrets and tricks share karu but aaj ja ke computer short tricks share karne ka time mila.



Computer expert banne ke liye keval computer networking ko sikhna kafi nahi hota hai but is ke liye hardwork ki zaroorat hai jisko pura karne me bahut samay lag sakta hai. But yaha par aapko aise tricks milenge jin ki madad se aap khud ko PC expert prove kar sakte hai. Aap ne dekha hoga ki kuch log computers ke regular functions use karte hai but kuch geeks hidden computers tricks use karke apne चारों ओर friends ko impress kar dete hai. Kya aap bhi apna impression maintain karna chahte hai?


Handpicked Computer Tips and Tricks

Ye secrets common PC settings se different hai jo CMD (command prompt) ke bina kiye ja sakte hai. But is post me CMD ki madad se computer geeks ban sakte hai. Iske alawa, aur bhi secrets hai jo without cmd se kiya ja sakta hai. To aaye dosto ab bina samay waste kiye पीसी टिप्स और ट्रिक्स ke bare me kuch achi baatein sikhe.

Windows Desktop Screen Rotate Kaise Kare

1. Change Administrator Password Using CMD

Agar aap apne PC ka password bina settings (control panel) me ja kar reset karna chahte hai to ye kaam aapke liye keval CMD kar sakta hai. CMD se password reset karne ke alawa, aap apna old password bhi check kar sakte hai.

Step 1. Sab se pehle apne PC ke active windows ko minimize kare aur minimize karne ke baad, Windows key aur X key ke combination se CMD admin open kare. Jiske liye aapko apne PC par Win + X keys ko ek sath press karna hai aur press karne ke baad, ek list show hoga jis me command prompt (admin) par click karna hai.

Step 2. CMD ko open karne ke baad, net user  command ko cmd me paste kareke Enter key press kare. Is command se computer ke sabhi user account show ho jayenge jinhe one bye one select karke password reset kar sakte hai.

Step 3. Kisi bhi user account ka password change karne ke liye cmd me phir se net user username setpassword ko paste karke enter key press kare. Is tarah se aapka old password reset ho jayega.

Note: username aur setpassword ko apne account details se replace kare. For example net user techlekhak 12345. As an example, techekhak mera username hai aur 12345 account ka naya password.


2. Change Folder Icon

Default folder icons se hum personal folders ko sahi tarah se identify nahi kar pate hai. Is samasya ko keval folder icon change karne se solve hota hai. Folder icon ko change karne ke liye easy steps follow kare.

Step 1. First, folder par right click karke properties select kare. Next, customize tab par click kare aur uske baad customize for the folder for ke under folder category select kare. For example, agar aap music folder ka icon change karna chahte hai to music select kare. Agar picture folder par icon replace karna chahte hai to pictures select kare.

Step 2. Folder category select karne ke baad,  choose file par click karke koi bhi photo, icon etc. select karke OK press kare. Agar aap computer me save default folder icon apply karna chahte hai to choose file ke bajaye, choose icon me kisi ek icon ko select kare aur aakhir me apply > OK par click kare.

New Gmail Web Interface Ko Enable Kaise Kare
Step 3. Folder ka icon restore karne ke liye choose file ke neeche Restore default par click karke OK press kare. Aisa karne se default folder icon apply ho jayega.


3. Block a Website Using CMD

Agar aap apne kids ko sensitive websites se door rakhna chahte hai to iske liye Websites ko directly PC me block kare ke bajaye cmd se block kiya ja sakta hai. Ye tricks parents ke liye bahut hi use

                     MCT computer Shahera 


                       Full Name For PC Parts

So, without wasting any time, lets get straight to the list.

1. COMPUTER  – COMMONLY OPERATING MACHINE PARTICULARLY USED FOR TECHNOLOGY ENTERTAINMENT AND RESEARCH.

2. ASP–ACTIVE SERVER PAGES.

3.DVD – DIGITAL VIDEO DISK.

4. EXE – EXECUTABLE FORMAT.

5. CD – COMPACT DISK.

6. CPU – CENTRAL PROCESSING UNIT.

7. PDF – PORTABLE DOCUMENT FORMAT.

8. WBMP – WIRELESS BITMAP IMAGE.

9. VHF – VERY HIGH FREQUENCY.

10. HDD – HARD DISK DRIVE.

11. WINDOWS – WIDE INTERACTIVE NETWORK FOR DEVELOPMENT OF OFFICE WORK SOLUTION.

12. GSM – GLOBAL SYSTEM FOR MOBILE COMMUNICATION.

13. CDMA – CODE DIVISION MULTIPLE ACCESS.

14. 3G – 3RD GENERATION.

15. LTE – LONG TERM EVOLUTION.

16. I/O – INPUT AND OUTPUT.

17. LED – LIGHT EMBEDDED DIODE.

18. USB – UNIVERSAL SERIAL BUS.

19. AP – ACCESS POINT.

20. IBM – INTERNATIONAL BUSINESS MACHINES.

21. LG – LIFE’S GOOD ELECTRONICS.

22. IT – INFORMATION TECHNOLOGY.

23. HTTP – HYPERTEXT TRANSFER PROTOCOL.

24. DMCA – DIGITAL MILLENNIUM COPYRIGHT ACT.

25. KB – KILOBYTE.

26. MB – MEGA BYTE.

27. GB – GIGA BYTE.

28. TB – TERA BYTE.

29. PB  – PETA BYTE.

30. EB – EXA BYTE.

31. YB – YOTTA BYTE.

32. ZB – ZETTA BYTE.

33. NTFS – NEW TECHNOLOGY FILE SYSTEM

34. RPM – REVOLUTION PER MINUTE.

35. ROM – READ ONLY MEMORY.

36. RAM – RANDOM ACCESS MEMORY.

37. FAT – FILE ALLOCATION TABLE.

38. IPV6 – INTERNET PROTOCOL VERSION 6.

39. IPV4 – INTERNET PROTOCOL VERSION 4.

40. WLAN –  WIRELESS LOCAL AREA NETWORK.

41. ARPANET – ADVANCED RESEARCH PROJECT AGENCY NETWORK.

42. MIME–MULTIPURPOSE INTERNET MAIL EXTENSIONS.

43. SDRAM – SYNCHRONOUS DYNAMIC RANDOM ACCESS MEMORY.

44. DAT – DIGITAL AUDIO TAPE.

45. XMF – EXTENSIBLE MUSIC FILE.

46. ZIP – ZONE IMPROVEMENT PLAN.

47. WBMP – WIRELESS BITMAP IMAGE.

48. LDT – LIGHTNING DATA TRANSPORT.

49. AJAX–ASYNCHRONOUS JAVASCRIPT AND XML.

50. NAS – NETWORK ATTACHED STORAGE.

51. OEM – ORIGINAL EQUIPMENT MANUFACTURER.

52. PC – PERSONAL COMPUTER.

53. VBS – VISUAL BASIC SCRIPTING LANGUAGE.

54. PCMCIA – PERIPHERAL COMPONENT MICROCHANNAL INTERCONNECT ARCHITECTURE.

55. ASCII–AMERICAN STANDARD CODE FOR INFORMATION INTERCHANGE.

56. PSU – POWER SUPPLY UNIT.

57. TWAIN – TECHNOLOGY WITHOUT AN IMPORTANT NAME.

58. XT – EXTENDED TECHNOLOGY.

59. 3GPP – 3RD GENERATION PARTNERSHIP PROJECT.

60. AWB – ADOPTIVE MULTI RATE WIDEBAND.

61. WTB – WANT TO BUY.

62. DLL – DYNAMIK LINK LIBRARY.

63. AIFF – AUDIO INTERCHANGE FILE FORMAT.

64. FLV – FLASH LIVE VIDEO,.

65. TEC – THERMOELECTRIC COOLER.

66. GIF – GRAPHICS INTERCHANGE FORMAT.

67. MIDI – MUSICAL INSTRUMENT DIGITAL INTERFACE.

68. WAV – WAVEFORM PCM AUDIO.

69. SRAM – STATIC RANDOM ACCESS MEMORY.
MCT Computer 💻



Monday, July 23, 2018


                      This Is a Motivation Video

Tuesday, October 24, 2017

C.C.C Exam Paper

C.C.C Exam Paper

हमाँरे साथ कंप्यूटर 100% प्रेक्टिकल के साथ सीखे मो 8347312967 

Saturday, October 21, 2017

Tuesday, June 27, 2017